Bhot pechida ho tum yesa kehta hai wo To kya khuli kitaab hai wo, Tumme kuch alag baat nhi Wo naayab hai kya, Kehta hai 100 rang hai tumhare Wo be-nakaab hai kya, Faad aye ho jo meri wasihat ko Ab wo mujhse bhi kimatii kagajaat hai kya, Kehte hai tumse jyada pyar karte h wo Uski itni aukat hai kya , Kehte hai ki tujhko bhula dege Tera dimaag kharab hai kya.
Comments...
Write Your Comment